1 SALSABEEL NQSJ_AA029_Salsabeel NQSJ_NK006_Salsabeel NQSJ_LK019_Salsabeel NQSJ_MK027_Salsabeel NQSJ_RS028_Salsabeel NQSJ_SP033_Salsabeel NQSJ_NM039_Mawa NQSJ_WA042_Mawa
2 Surah Al-Imran ayah:92 Momino! Jab taq tum un cheezoun main say jo tumhein azeez hain (rahe Khuda main) zarf na karou gay, kabhi naiki hasil na kar sako gay aur jo cheez tum zarf karo gay Khuda uss ko janata hay.
3 Hamari nazar main azeez cheezein
4 Naiki Naiki hasil karnay k liaye humein ye sub cheezein Allah ki rah main lagani ho gin Efforts for ALLAH
5 Do we think that we are spending our time, our money and our things in a right way?
6 Hamein khial karna hay Waqt ki qadar Hamara waqt zaya na ho Maal sahi jaga istmal ho
7 ALLAH knows our intentions
8 ALLAH ki rah main apni pasadeeda cheezoun ko kharch karna hay. Uss main maal, aulad, nafs, neend sub kuch ata hay...hamein koshish karni hay kh hum cheezoun ko ALLAH ki rah main Allah ki raza hasil karnay k liaye karch karein aur ALLAH hamari niyatoun ko janatay hain. Amal ki batein Mahboob kay liay mahboob tareen chees. Allah kay liay mera sub kuch.